Sadiya guzar gayi tera deedaar na hua, Gulaab tuta ek baar phir gulzaar na hua, Hamane to yara tujhko pyaar kiya hardam, Magar tujhko kabhi bhi hamse pyaar na hua.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.