mere gam ka koi nishan nahi hai baki. aab dil kisi ...

Shayari Wishes

By Satya | Added 16 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
mere gam ka koi nishan nahi hai baki.
aab dil kisi ka naam nahi baki.
ham us tute tare ki tarah ho gaye,
jo murad to puri kare har kisi ki,
par khud ki manjil ki rah nahi baki.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares