jina to mano jaise aab khel sa ho gaya, na chah ka ...

Shayari Wishes

By Satya | Added 16 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
jina to mano jaise aab khel sa ho gaya,
na chah kar bhi har baji me fail sa ho gaya,
dil ko bahoot kahawate sunai.
haar me hi jeet hai ye baat bhi batai.
par na jane kyon ye nahi maana,
or aanko se dosti nibhai, fir aansu ki nadi bhahai....
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares