Chalte hain to apne kadam dagmagate hain Aksar tanhaiyon mein hum ghabrate hain Jahan ki khabar na khudh ka pata hai Ab to bekhabar hi hum hue jaate hain Sun le jara sun le jara dil ki mere kya kahe dhadkane
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.