ye to malum hai k tumhe paa na sakenge tumhara naam duniya k saamne la na sakenge jaldi aa jaao k waqt rukhsat ka hai tumhe dekhe bina duniya se ja nahi sakenge
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.