Woh jo Shehar Tha ujar gaya, Woh jo khuab tha bikhar gaya Kabhi mAumon ki nazar lagi Kabhi vehmonm ne dara diya Kabhi manjilon ke sharrab ne Humen raste main daga diya Kabhi zindagi ki kitab se Humen usne chaha mita diya
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.