Dil kitna majboor hai, aankhon se neend door hai. Jis se milna chahte hain hum woh humse koson door hai. Ae hawa yeh bata kya meri tarah woh bhi majboor hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.