Kuch to jeete hain jannat ki tamanna lekar, Kuch tamannayein jeena sikha deti hain, Hum kis tamanna ke sahare jiyein, Ye zindgi roz ek tamanna badha deti hai..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.