Aankhon ko ashq ka pata na chalta, Dil ko dard ka ...

Shayari Wishes

By Bhavna Sharma | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Aankhon ko ashq ka pata na chalta,
Dil ko dard ka ehsaas na hota,
Kitna haseen hota zindgi ka safar,
Agar milkar kabhi bichhadna na hota..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares