Ankh se gira ansu koi utha nahi sakta. Kismat me likha koi mita nahi sakta. Dosto me basti hai jaan hamari or hamari jaan ko humse koi chura nahi sakta.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.