chaman ke fool bhi tumhe gulab kahate hai,ham hi nahi sabhi lajbab kahte hai,dekh ke jinhe nasha chha jaye aankho me, pine wale to enhe sharab kahate hai....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.