Jitna aazmana hai hume aazmalo, Shikwa tujhse hum ...

Shayari Wishes

By raj | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Jitna aazmana hai hume aazmalo,
Shikwa tujhse hum kabhi na karenge,
Tumhe kal bhi chahte the aaj bhi chahte hai,
Tujhse har dam wafa hum karenge.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares