Jab hum tanha ho to sath rehna, Roye ankhe to ansu poch lena, kyuki jinda hai jab tak hi satayenge, wada karte hai marne ke baad to aapko yaad bhi na ayenge.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.