Dil Ke Afsane Hote Hai Hazaar, Kahi Romeo Ki Kabr, Kahi Majnu Ki Mazaar, Laakh Juda Kar Lo Ishq Karne Walo Ko, Naye Rang Mein Lautenge Deewane Har Baar.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.