rangat teri zulfon ki gatavo ne churai, khusboo tere aanchal se hawao se udai. paimane ka dil na tut jaye to kahu main, hai cheez gazab ki jo nigaho ne payi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.