Na tasveer hai uski jo didar kiya jaye, Na vo hai ...

Shayari Wishes

By Jinkal | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Na tasveer hai uski jo didar kiya jaye,
Na vo hai pass jo pyar kiya jaye,
Ye kaisa dard diya hai us bedard,
Ne na usse kuch kaha jaye ,
Na uske bin raha jaye,
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares