Dostana andaz Mujh se kisi ne pucha, Tum sabko sms bhejhte ho ? Tumhe kya milta hai ? Maine hass kar kaha, Dena Lena to Vyaapar hai, Jo dekar kuch na mange, Wo hi to PYAR hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.