Kabhi kisi ki chahat ko saza mat dena Kabhi kisi ...

Sad Shayari Wishes

By Manoj Gautam | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Kabhi kisi ki chahat ko saza mat dena
Kabhi kisi ki mohabbat ko bhula mat dena
jise tumhare bina jeene ki aadat na ho
usse lambi umar ki dua mat dena.
View All Sad Shayari Wishes