Gam bhul jaane ko ji karta hai, Ab ek baar musku ...

Shayari Wishes

By tidda | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Gam bhul jaane ko ji karta hai,
Ab ek baar muskurane ko ji karta hai.
Bahut ji liye yaadon ke sahare,
Ab to aapke paas aane ko ji karta hai
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares