Kisne kaha hume apki yaad nahi aati. Apko na soche aisi koi raat nhi jati Waqt badal jata hai aadate nahi jati. ''AAP KHAAS HO'' ye baat sabse to khi nahi jati.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.