jo mera tha wo mera ho na paya, aankhon main aansu ...

Shayari Wishes

By manzer | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
jo mera tha wo mera ho na paya,
aankhon main aansu the magar ro na paya.
usne kaha k hum milenge khwabon main,
aur main badkismat us roz se kabhi so na paya.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares