ye ahsaas mujhe tu ik baar dede khwaab me hi sahi ...

Shayari Wishes

By lola | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
ye ahsaas mujhe tu ik baar dede
khwaab me hi sahi ik didaar dede
ik baaar milne aaja kisi bahaane se
phir chahe umra bhar ka intzaar dede
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares