jis saawan ke mausam me dil khil uthta tha wahi sa ...

Shayari Wishes

By lola | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
jis saawan ke mausam me dil khil uthta tha
wahi saawan mujhe tadpata bahut hai ab
jaroorat kya hai ki saawan me baadal hi barse
dharti ki pyaas to mere aansu hi bujha denge ab
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares