Aansoo ko kitna samjhaya ke tanhaiyo mein aya karo, Bhari mehphil mein hamara majak na udaya karo, Is pe aansoo tadap ke bole mujhse, Itne logon mein sirf tumhe hi tanha pate hai, Isliye hamesha apka saath dene chale aate hai .....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.