Bewafa toh woh khud the, par ilzaam kisi aur ko deti hai. Pehle naam tha mera uske hothon par, ab woh naam kisi aur ka leti hai. Kabhi lete thi wada mujhse saath na chorne ka, ab yeh wada kisi aur se leti hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.