Chale toh hum bhi thay yeh sochkar, Ki gar manzil ...

Shayari Wishes

By Sunny | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Chale toh hum bhi thay yeh sochkar,
Ki gar manzil tak na sahi,
Kuch der toh saath hoga,
Lekin malum agar yeh hota,
Ki humsafar saath hi na dega,
Toh shaayad manzil hamari koi aur hi hota.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares