Na mil payenge is baat ka gam to nhi, Ansoun ki kemat pani se kam to nhi, Tumhe khone k dar se neend ati nhi, Kahin is dar se tumhari bhi ankhen naam to nhi
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.