Pyar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai, Sacche dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai, Pyar ki rahon par mil jaye saccha hamsafar, To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.