Yaad aye kabhi to aankhein band na karna, Hum chal ...

Shayari Wishes

By Love | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Yaad aye kabhi to aankhein band na karna,
Hum chalain bhi jayein to ghum na karna,
yeh zaruri nahi k hamhare rishtey ka koi naam ho,
par mohabbat ka ehsaas dil se kam na karna
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares