aankhen padhne ki kala agar aap ko aati to dil me ...

Shayari Wishes

By hemant | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
aankhen padhne ki kala agar aap ko aati

to dil mein kya hai samajh aa jata

ashko ki humey numaish na karni padti

aaina chahat ka humari aankho me nazar aa jata..!!
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares