karo karam ya sitam , gila nahi karte , pather pe yakinan phol khila nahi karte , mita do humko dil se magar khyal rahe ,hum jaise dobara dost mila nahi karte .
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.