paani ki har dhara me ek hi gaaj nahi hota. har kisi ko apni baath batane kaa raaz nahi aata, kaise kahu tumhe dil se chata hun, magar mujhe har baat batane kaa andaz nahi aata.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.