hum dekh kar ish kadar muskrati ho, hum majburi se tumari galiyon me aate hai. ishe tum hamari khata naa samjna, hum apni soyi kismat jagane aate hai....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.