Yeh pyar insaan ko andha bana deta he. Saare jahan se begana bana deta he. IS pyar me ankhe khuli rahe to hi acha he.warna bandh ankho me un sapno ka ashiyana hota he jin sapno ko ankhe khulne par toot jana hota he..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.