Sabne pehchana par ek woh na pehchan paye. Mere dil me base pyar ko samaj na paye. Kyu is dil ne unse is kadar beinteha mohabat ki, Is sawal ka jawab aj tak hum dhund na paye.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.