Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya,Jitna aapki baaton par karte hain,Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya,Jitna aapka par karte hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.