Na Kashti na kinaara hai koi, Na Manzil na Jeene ka sahara hai koi. Na aansu na Khushi ka ishara hai koi, Par Aap hain to Lagta hai ki.. Hamara Apna hai koi..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.