DIL ko dukhane me waqt hi kitna lagta hai, Aansu bahane me waqt hi kitna Lagta hai, Aap ko hmari yad hi nhi aati,warna ek msg karne me waqt hi kitna Lagta hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.