Be-Aetebaar waqt pe Jhunjla ke ro parey Kho ke kabhi ussey tou kabhi Paa ke ro parey Kab tak kissi ke soug mein rouein gey umer bhur Hum khud ko kitni baar yeh samjha ke ro parey
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.