Mujhey Yaqeen tou nahin magar Yahi sach hai Mein terey waastey Umrein guzaar sakta hoon Yahi nahin ke tujhey jeetney ki khawaahish hai Mein terey waastey khud ko bhi haar sakta hoon
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.