Jisne na ki mohabbat woh jazbaton ko kya jaane... Jo na ho jazbaat to shayari ka sabab kya jaane... Shayari aksar haal-e-dil bayan karti hai... Do char tukde jod ke tukbandi karne wala kya jaane..."
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.