Har ek ke dil mein ik khwaab hota hai, Sach ho jay ...

Shayari Wishes

By Ansh | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Har ek ke dil mein ik khwaab hota hai,
Sach ho jaye yeh khwaab hota hai,
Maine to sache dil se chaha tha use,
magar bhool gaya k khwaab to bas khwaab hota hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares