Tumhari mast nazar agar idhar nahin hoti, nashe mein chur fiza is kadar nahin hoti, unhein ko dekhne ki dil mein aarzuyein hain, unhein ke aage hi aur unchi nazar nahin hoti tumhare aane talak humko hosh rehta hai phir uske baad hame kush hamari khabar nahin hoti....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.