Dost to wo hota hai jo tumhe aapna maan sake, tumhare har dukh ko jaan sake, agar chal rahe ho tum tez barish me, fir v tere aanshuo ko pahchan sake...
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.