Umra tumase kabhi muh na mode, Waqt tera saath kab ...

Shayari Wishes

By anaslove2k@yaho | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Umra tumase kabhi muh na mode,
Waqt tera saath kabhi na chode,
Zindagi ke safar me ae dost mere,
Koi kabhi tera dil na tode
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares