Bhari mehafil me bhi khud ko tanha paate hai, Ab t ...

Shayari Wishes

By anaslove2k@yaho | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Bhari mehafil me bhi khud ko tanha paate hai,
Ab to teri yaado se hi dil ko behlaate hai,
Na jaane kya gunaah kar diya hamne,
Jo ro-rokar kya ham apna dil dukhate hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares