Dil ne kaha koi tujhe yaad kar raha hai,Maine socha yeh dil mazak kar rha hai,Fir jab aai mujhe hichki,Toh Khayal aya ki koi mere SMS ka intazar kar raha hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.