hum Q aap k lia jitay hai ham Q aap k lia martay hai, hum Q tumhay aapna samajhtay hai aur Q tumhay aapna samajh k bhi hum aapnay aap ko tanha samajhtay hai.....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.