muddat hui koi shakhs rulane ni aya! in jalti hui aankho ko bhujane ni aya kehta tha sath jiyenge,sath marenge! ruthe the ek roj to aaj tak manane ni aya
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.