Suni – Suni hai Jindagi meri, Mujhse rudhi hai har ...

Shayari Wishes

By Nadeem | Added 9 Years Ago, 1 shares
Suni – Suni hai Jindagi meri,
Mujhse rudhi hai har khushi meri,
Shukriya aapki jafaoo ka,
Jise jinda hai Shayari meri,
De diya mujhko gam judai ka,
Chhin kar har khushi meri,
Apni khushiya tamam de de hum,
Kash wo ho jaye mere,
wo mere ek roj honge “Shahin”,
Rang layegi Aashaki meri.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares